Saturday, April 26, 2008

Tum na mano yeh hakikat hai,

Tum na mano yeh hakikat hai,
Dosti insaan ki zarurat hai,
Kisi din aao hamari mehfil me
jan jaoge zindagi kitni khubsurat hai

Likhte-2 raat guzar jayegi,
shabdo k zariye dil ki baat nikal jayegi,
or na kaho humse dil k zakhm dikhane ko,
varna ankho me chupi ansuo ki barsat nikal jayegi.

Raat hogi toh neend aayegi,
Neend aayegi toh khawab aayenge,
Khawab aayenge toh aap aayenge,
Aap aayenge toh saath mein aapke baap aayenge,
Phir na neend ayegi, na khawab aayenge..... ..

1mulla ki shaadi nhi ho rahi they,
wo mannat mangne gya.
Waha uski maa khai me gir gyi,
Mulla bola-Ya Khuda teri khudai...... .
Apni to mili nhi-abbaa ki bhi Gawai....... ....

Takdeer Ne Chaha Takdeer Ne Bataya
Takdeer Ne Aapko aur Humko Milaya
Khushnasib the hum ya woh pal jab
aap jaisa Anmol dost is jindagi me aaya......

woh chand hai magar aapse pyara to nahi
dost ka dost k bina guzara to nahi
meerey dil ney sunni hai ek meethi c awaz
kahin aap ne pyar se pukara to nahi.

Jo Pal pal chalti woh Zindagi
Jo Pal pal Jalti rahi wo Roshni
Jo har pal khilti rahi wo Mohabbat
jo kisi pal sath na chorai wo DOSTI

Kuch rishte uparwal banata hai...
Kuch Rishte log banate hai...
Par Kuch log bina kisi rishte k hi
rishte nibhate hai...
Shyad wohi dost kehlate hai..

KAANCH KE TUKDO PE CHALA NAI KARTE,
DIL KI BAAT HAR EK KO KAHA NAI KARTE,
AASHIQ BHI JALTE HAI HAMARI DOSTI DEKHKAR,
KYUNKE HUM JAISE DOST HAR EK KO MILA NAI KARTE...

dard kafi hai bekhudi k lie
mot zaruri hai zindagi k lie.
kon marta hai yahan kisi k lie
hum to zinda hain aap jaisy"dost"ki dosti k lie

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !

samandr k kinarebetha kroo,
koi na koi lehar to aye gi,
kismat na badli to kaya how,
kam se kam SHAKAL hi dul jay ge.

No comments:

Post a Comment

1