Saturday, February 27, 2010

Joke : Veeru ka Popat

Joke : Veeru ka Popat

Scene : Veeru ko baandh diya hai rassiyo se...aur Gabbar hass raha hai.....
Gabbar : Aare oo saambha, pata hai tuze... aaj kya hua.....?
Saambha : Jee Nahi Sardaar !!!
Gabbar : Aare aaj to kamaal ho gaya....iski laundiya hai na Basanti....aaj usko hamne nahate waqt dekh liya....haaye kya cheej lagati hai yaar...
Veeru : Kutte, Kamine, Suwaar Ki aulaad...!! mai tera khoon peee jaaunga.....
Gabbar : Abe Chirkut !!! saale mai naha raha tha...aur basanti waha se jaa rahi thi .........

No comments:

Post a Comment

1