Monday, March 15, 2010

क्योँ इश्क की आग में जली ज़िन्दगी

Kyon Ishq Ki Aag Mein Jali Zindagi

क्योँ इश्क की आग में जली ज़िन्दगी
क्योँ हर पल गमों के संग पली ज़िन्दगी,

हम तुम तो मुसाफिर थे एक ही कारवां के
क्योँ मुश्किलों में तन्हा चली ज़िन्दगी,

शिकायत है मुझे इस पत्थर दिल ज़माने से
क्योँ रात दिन अश्कों में पिघली ज़िन्दगी,

शायद कोई फूल हमारी किस्मत मे था ही नहीं
क्योँ काटों से इस कदर खिली ज़िन्दगी,

ऐसी ज़िन्दगी जी कर क्या करे, जिसमे तू नहीं
क्योँराजको ऐसी बेवफा मिली ज़िन्दगी !!


Log Chaman Ki Shaan Mein Na Jane

Log Chaman Ki Shaan Mein Na Jane,
Kitne Kaside Padhte Rahate Hain.
Unse Poochho Phoolon Ki Chubhan,
Jinki Basar Hi Chaman Mein Hoti Hai.


Suna Hai Sitaron Ke Aage Bhi Jahan Hai

Suna Hai Sitaron Ke Aage Bhi Jahan Hai,
Mujhe To Apne Hi Jahan Ki Khabar Nahin.
Insaan Insaan Ka Bairi Ho Chalaa Hai,
Kaleje Ko Chhue Aisi Koe Nazar Nahin.


Sabkuch Loot Chaley Humse

Karke Milne Ka Wada, Wo Bichad Chale Humse,
Dikhake Aankh Mein Aansoon, Kitne Dhoke Kiye Humse,
Humne Socha Surat Bholi Hai, To Seerat Bhi Bholi Hogi,
Dikhakr Surat Ye Bholi, Sabkuch Loot Chaley Humse.


Meri Shikaayat Phoolon Se Nahin

Meri Shikaayat Phoolon Se Nahin,
En Phoolon Ke Rakhwalon Se Hai.
Lakh Bachate Hue Haath Badhata Hoon,
Par Anguli Dhayal Hue Jaati Hai.


Mein Bhi Ek Pal Ke Liye Jindagi Dedu

Girl: Ek Din Ke Liye Duniya De Deti Itani Mohabbat Hai.
Boy: Agar Tum De Sakti Ho Ek Din Ke Liye Duniya,
To Mein Bhi Ek Pal Ke Liye Jindagi Dedu,
Bass Itani Mohabbat Hai.


Apne Pyaar Ka Ezhaar

Apne Pyaar Ka Ezhaar,
Karoon To Kaise Karoon.
Ye Bhi Koe Kehane Ki,
Baat Hai Jo Jake Kahoon.

No comments:

Post a Comment

1