Friday, March 14, 2008

shero-shayeri

woh mill jaate hain kahani bankar.....
dil main bus jaate hain nishani bankar....
jin ko hum rakhte hain apni aankhon main...
phir kyoon nikal jaate hain woh pani bankar..

samjha na koi dil ki baat ko.....
dard duniya ne bina soche hi de diyaa.
seh liya jab dard humne chupke se...
to phir humain patther dil keh diyaa..


humain jab yaad uski aati hai......
hum to ek baat kehtain hain......
ki yaad tu mat aaya karrrro..... ..
ab woh humare dil main rehte hain....

ab to humain jeene ka sahara mill gaya....
k dost humain ek aisa pyara mill gaya.....
woh deta hain humain khushi har baat per......
doobti hui nayya ko jaise kinara mill gaya....
naaa poocho mera dil kahan kho gaya..
tujhe dekhte hi tera ho gaya........ ......... .
aankhon main tu mere khawaon main tu hai...
yadon ke maheke gulabo main tu hain...

mohabbat ki duniya basane chala.....
main tere liye sab bhulane chala....
khusbhu koi uski batoin main hain..
har faisla uske hathon main hai.......

ishq ne jalaaa diyaaa...... ......
sab kuch bhula diyaaa...... ....
ishq ne apna aisa haal bana diyaa.....
ishq ne bana diyaaa...... .......
ishq ne mitaaa diyaaa...... ....
ishq ne humko to kya......... .
sari duniya ko jhuka diyaaaa..... .....

kon apna hai ........
kon begana hai.....
kya haqeeqat hai...
kya fasana hai.......
ye jamane main.....
kisne jaana hai......

pyar main aksar aisa hota hai......
koi hasta hai koi rota hai......... ....
koi paata hai koi khota hai.........
jo paata hai woh hasta hai........
jo khota hai woh rota hai......... .

sochta hoon main chup rahoon kaise.....
dard dil kaa ye main sahoon kaise....... ..
woh door hai mere is dil se.........
pass bulaoon main useeee kaise....... .
Bahot dukh sahe hai maine
Koyi khushi ab to mukaddar kar
Bahot mushkil lagta hai usse dur rahana
Use ab to mere kareeb kar de
Nahi likha agar mere naseeb me uska Nam
To khatam kar de ye zindagi aur mujhe Fnaa Kar De !Maana teri nazar me tera pyaar hum nahiKese kahe ki tere talabdaar hum nahi,Khud ko jala ke khak kar daala,mita diya,Lo AB tumhari raah mein diwar hum nahiJi ko sawara humne tamannao ke khun se,Gulshan mein uss bahar ke haqdar hum nahi,Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam seKese kahe ki gunehgar hum nahi.
Jindagi ka har LAMHA lagta hai suna suna

Aur har khushi lagati hai adhuri,

Aur intezar rehta hai uss pal ka,

jab hum dono honge sath sath ,

Apni chahat ki pyari si duniya me

Mithe sapano ko

sajate ,

sawarte,

Such banate,
Har pal ki dosti ka irada ha aap se
Kuch apnapan jyada ha aap se
Na sochenge sirf Uma bhar kliye
Qayamat tak sath nibhayenge ye
VAADA HA AaP SE
jab se chain nahee hai ,
bechain ghum rahe hai.
apanee cycle ko lekar,
paidal chal rahe hai.

kahaa khoi chain,
puchhataa rahataa hu.
aapakee cycle me ,
pakkee lagaanaa,
ye sabase kahataa hu. DARD HI SAHI MERE ISHQ KA INAAM TO AYA KHALI HI SAHI HATHON MEIN JAM TO AAYA MEIN HOON BEWAFA SABKO BETAYA USNE YUN HI SAHI, USKE LABHON PE MERA NAAM TO AAYA Hum ne bhi pyaar kiya tha us se wo dil tod doge pata nahi tha kiya tha bharosa sirf us per hiwo hamara bharosa tod jayege pata nahi thahame to aas thi uske dosti ki par wo dushmani kar jayege pata nahi thamain to sirf usko hi chahta tha dil se wo bhi kisi ko chahege dil se pata nahi tha Kal ek musafir mila tha rasty main
khny laga nazuk dil ho boht
Aysa na ho k dill turwa betho
kuch logon k haath main patthar hain
kuch seeshy liy phirty hain
tum apna ye dill mujhy day do
mera wada hy na toroon ga
phir aaj ye maloom howa
wo shaks dilo ka beopari tha
dill tora nahi per beech gya!!!!
jiske didar ke liye dil tadpata haijiske intejar me dil tarsata haikya kahe kambakht dil ko joapna hokar bhi kisi aur ke liye dhadkata hai. yuhi apne pyar me gehrai rahe
chahe kyuna umar bhar judai raheek arzoo dil me samayi rahesaje apki mahefil chahe hamari takdir me tanhayi rahe. lamha lamha waqt gujar jayegarooh ka daman bhi sath chod jayegaabhi waqt hai pal do pal sath gujar lo kya pata kal kaun kis ki jindgi se chala jayega. unki yado ke sahare dunia me rah lete haiunki judai ka gam chupchup ke sah lete haisamjhaya dil ko ye raz chupana par aansu bankar sab keh dete hai.
har dil me dard chupa hota haibayan karne ka andaz juda hota haikuch log ashko me dard ko baha dete haiaur kisiki hasi me bhi dard chupa hota hai.
LADKIYAAN BEWAFAA NAHI HOTI


Wo to majborioon main lipti hainApney shiddat bharey khyaloon mainApney ander chhupi ek aurat mainWo hamesha hi darti rehti hain
Na to jeeti hain na to marti hain
Larkiyaan bewafaa nahi hoti
Per Hamesha hi darti rehti hainApne reeti or rawajoon seAne waley naye azaboon seZardurat main khily ghulaboon sePyaar kerti hain or chhupati hainLarkiyaan Bewafaa nahi hoti Kyuon ki majborioon main lepti hain Or her lamha darti rehti hain
Apney pyaar se apney saye seApney rishton se dil ki dharkan seApni khowahish se apni kushioon seLarkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!
apka rajsharma

No comments:

Post a Comment

1