Sunday, January 31, 2010

मेरे दोस्त मेरे यार,

मेरे दोस्त मेरे यार, याद है मुझे वो तेरा निछल प्यार.
गाता है मेरा तार तार, करती हूँ मैं तुम्हे याद बार बार.

कभी कभी मैं सोचा करती थी, तुम धोखेबाज...हो,
जो तुम मेरे पीठ पीछे, मेरी बातें करते किया करते हो.
उन्हें चुपके से एक टेप में रिकॉर्ड करू,
फिर कभी फुर्सत में उसे सुनु.

सुना तो ऐसा लगा कितना ग़लत थी मैं,
तुम ही मेरे सचे यार हो, स्वार्थी थी मैं.

याद है मुझे वो रूठना मानना,
कई बार एक दूजे के साथ कोई फिल्मी गाना गुनगुनाना.

तुम हो मेरे मन के एक तार,
तुम ही मेरे जीवन के हो सार.
मेरे दोस्त मेरे यार
याद है मुझे वो तेरा निछल प्यार.

Saturday, January 30, 2010

इंसान वह भी है/Insaan Woh Bhi Hai.


टुकड़ों पर जी रहा है, इंसान वह भी है
मर-मर कर जी रहा है, सम्मान वह भी है
अपने-अपने कंधों पर, दुनिया उठाए सब
झुक कर जो दब रहा, अभिमान वह भी है
जिनको बुलंदी का नशा, दौड़ाए जा रहा
सीढ़ी से जो खड़े हैं, गुमान वह भी है
अपनी चमक और अपने रूप पर उन्हें नाज़
चिथड़ों में लिपटे हंसते, ऱूपवान वह भी है
शोहरत और दौलत में डूबने की उनकी चाह
खुद को जो दिलासा, भाग्यवान वह भी है.

Tukadon per ji raha hai, insaan woh bhi hai
Mar-Mar ker ji raha hai, samman woh bhi hai
Apne-apne kandhon per, duniya uthaye sab
Jhuk ker jo dab raha, abhimaan woh bhi hai
Jinko bulandi ka nasha daudaye ja raha
Sidhi se jo khade hain, guman woh bhi hai
Apni chamak aur apne roop per unhein naaz
Chithadon mein lipate hanste, roopwan woh bhi hai
Shohrat aur daulat me doobane ki chah
Khud ko jo de dilasa, bhagywan woh bhi hai.

===== Hindi SMS ======

===== Hindi SMS ======

रोज़ आयेंगे खवाब एक हसीं बन के,

चाहेंगे तुम्हे हम जानशीन बनके.

इस काबिल कहां कि आपका आसमान बन सके,

आपके कदमो में रहेंगे हम ज़मीन बनके.

Roz aayenge khawab ek haseen ban ke,

Chahenge tumhe hum janasheen banke.

Is kabil kaha k aapka aasman ban sake,

Aapke kadmo me rahenge hum zameen banke.

===== Hindi SMS ======

जो पल-पल जले वो रौशनी,

जो पल-पल महके वो खुशबु,

जो पल-पल धडके वो दिल,

जो पल-पल याद आए वो तुम,

और जो पल-पल याद करे वो हैं हम.

Jo pal-pal jale wo roshni,

Jo pal-pal mahke wo khushbu,

Jo pal-pal dhadke wo dil,

Jo pal-pal yaad aye wo tum,

Aur jo pal-pal yaad kare wo h hum.

===== Hindi SMS ======

अब कोशिश करेंगे उन्हें मानाने की

जिनकी आदत है बिन बात रूठ जाने की

वो चाहे तो भुला दे हमे सपना समझकर,

मगर हमें आदत नहीं दोस्त को भुलाने की.

Ab na koshish karenge unhe manane ki

Jinki aadat hai bin baat ruth jane ki

Wo chahe to bhula de hume sapna samajkar,

Magar hame aadat nahi dost ko bhulane ki.

===== Hindi SMS ======

तेरी जुदाई का खौफ क्यों हो मुझे,

तू जहा भी है मेरे करीब है.

जिंदगी से और क्या मांगू मेरे दोस्त,

तेरी दोस्ती ही तो मेरा नसीब है.

Teri judai ka khauf kyu ho mujhe,

tu jaha bhi hai mere kareeb hai.

Zindagi se aur kya mangu mere dost,

teri dosti hi to mera naseeb hai.


तस्वीर आपकी जो दिल में बसी है,

सांसे हमारी जो आपसे जुडी है.

दिल तोड़ना तस्वीर टूट जायेगी,

सांसे रोकना हमारी जान चली जायेगी.

Tasveer aapki jo dil me basi hai,

sanse hamari jo aapse judi hai.

Dil na todna tasveer tut jayegi,

Sanse na rokana hamari jan chali jayegi.

मैं जो बना दीवाना

हम भी बहक गए अब, एतबार कीजिए
अंदाज़ चाहे जो हो अब, इकरार कीजिए
इसमें खता ना मेरी, ना कोई बेकरारी
दिल का ही मामला है, दिलदार कीजिए
अब वो कहॉ है मंजर कि तकते रहे दिल
रूक कर जो देखे दिल तो, दिलदार कीजिए
इंसानियत की फितरत है मोहब्बत का फसाना
बेशक हो वह बहाना, तलबगार कीजिए
ऐसा ना धड़का दिल कभी, आप जो मिले
दिल-दिल का बने तराना, शुमार कीजिए
माना नहीं है फुरसत, ना वक्त ना कसक है
मैं जो बना दीवाना, ना मंझधार दीजिए.

Hum bhi bahak gaye ab, aitbar kijiye
Andaz chahe jo ho ab, Ikrar kijiye
Isame khata na meri, na koi beqrari
Dil ka hi mamla hai, dildar kijiye
Ab wo kahan hai manjar ki takte rahe dil
Ruk kar jo dekhe dil to, gulzar kijiye
Insaniyat ki fitrat hai mohabbat ka fasana
Beshaq ho bahana, talabgar kijiye
Aisa na dhadka dil kabhi, aap kya mile
Dil-Dil ka bane tarana, shumar kijiye
Mana nahin hai fursat, na waqt na kasak hai
Main jo bana diwana, na majdhar dijiye.

दिल-दिमाग मिलकर करें,

दिल-दिमाग मिलकर करें, जब मिलकर गोदा-गोदी
छलक-छलक कर, निखर-निखर कर बिखरे तब बकचोदी
क्या कहना, कैसे कहना, चुप रहना या यूँ ही सहना
जज्बातों का खुले ख़जाना, लगे फुदकने बकचोदी
खुले दिल संग खुले दिमाग, रखते हैं सब बकचोद
बड़ी-बड़ी बातें कह जाती, ससुरी यह बकचोदी
आओ इससे जुड़कर अपनी दुनिया एक बनाओ
दिल से दिल को जोड़-जोड़कर, मुस्काती बकचोदी
27 जनवरी बकचोदी दिवस, बकचोदों की है मस्ती
बस्ती-बस्ती खुशियॉ दे जाए, अपना लो बकचोदी.

Dil-Dimag mil kar karein, jab jamkar goda-godi
Chhalak-Chhalk kar, nikhar-nikhar kar bikhare tab bakchodi
Kya kehna, kaise kehana, chup rehana ya yun hi sahna
Jajbaton ka khule khazana, lage fudakane bakchodi
Khule dil sang khule dimag, rakhate hain bakchod
Badi-Badi baatein keh jati, sasuri yeh bakchodi
Aao isase judkar apni duniya ek banao
Dil se Dil ko jodkar muskati bakchodi
27 january bakchodi diwas, bakchodon ki hai masti
Basti-Basti khushiyan de jaye, apna lo bakchodi.

Monday, January 25, 2010

Happy Republic Day in Advance

Hello Friends
 Happy Republic Day in Advance



--
साधू सा आलाप कर लेता हूँ ,
मंदिर जाकर जाप भी कर लेता हूँ ..
मानव से देव ना बन जाऊं कहीं,,,,
बस यही सोचकर थोडा सा पाप भी कर लेता हूँ
आपका दोस्त
राज शर्मा

(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep Loving &
(¨`·.·´¨)¸.·´ Keep Smiling !
`·.¸.·´ --  raj

Tuesday, January 19, 2010

Beauty of Cactus Flowers


साधू सा आलाप कर लेता हूँ ,
मंदिर जाकर जाप भी कर लेता हूँ ..
मानव से देव ना बन जाऊं कहीं,,,,
बस यही सोचकर थोडा सा पाप भी कर लेता हूँ
आपका दोस्त
राज शर्मा

(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep Loving &
(¨`·.·´¨)¸.·´ Keep Smiling !
`·.¸.·´ -- raj

Monday, January 18, 2010

..Beauty Of Sonali Kulkarni

..Beauty Of Sonali Kulkarni

DOSTI KA RISHTA

          DOSTI KA RISHTA

Jindagi ke safar mein kayee log milathe hai,

Par kuch anjane se musafir apne se lagathe hain,

zindagi tho ek katin safar hai,

jinmein kayee unkahe rishte ban jathe hain.

 

Kabhi-Kabhi kuch aise pal bhi athe hain,

unmein kuch rishte toofanoh mein haath chuda lethe hain,

Par sache dosti  waqt ke chalthe aur bhi mazboot ho jathe hain.

Inhi rishtoan ko hum badi khubsurati se sajana chahte hain.

 

 

Hamne iis rishte se bahut kuch sikha hai,

jindagi ko nayee tarika se apnana sikha hai,

aaj inhi doston ne iss jivan ko rangeen banaya hai,

Inhi se har gamo ko bhulane ki himmat hamein mili hai.

 

Janathe hain ki jab kabhi hamein jindagi chalane ke kabil na chodhe,

tab yehi rishta hamein sahara denge,

khamosh reh kar hamari sari gamoon ko sunege,

sab dukhon se muskarathe huve aage badane ka housala denge,

 

Sach agar dost koyee in jaisa mile tho ek naya ithihaas ban denge





The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage.

-- ishq-vishq-

-- ishq-vishq-

 

Love Roses Animation

Aapki is dil lagi me hum apna dil kho baithe

Kal tak us khuda k the aaj apke ho baithe.

Pyar suna to tha diwana kr deta hai

Aaj khud krke hum bhi hosh kho baithe

 

Kyun tumhare is ashiq ka parwano me naam lete ho

Keh kar ke dil doge humari jaan lete ho.

Pata hai nahi rakh sakte hum apni dhadkano pe kaabu

Phir kyun humari mohabbat ka imtehan lete ho. *

 

Dil unke liye he machalta hai

Thokar khata hai or sambhalta hai.

Kisi ne is kadar kar liya dil par kabja

Dil mera hai per unke liye dhadkta hai.*

 

Mohabbat or mout dono hi

Bin bulaye mehmaan hote hai,

Kab aa jaye koi nahi jaanta.

Lekin dono ka ek hi kaam hai

Ek Dil le jati hai to doosri Dhadkan.*

 

Jab khuda ne tujhe banaya hoga

Ek aadha jaam to usne bhi lagaya hoga.

Aise hi nashili nahi teri aankhen

Jaam ka kuch asar to tere mein bhi aaya hoga.*

 

Aaj har ek pal khoobsurat hai

Dil main teri sirf teri surat hai.

Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi

Duniya se jiada humko teri zarurat hai.

 

Kuch log zindgi me is kdar shamil ho jate hain

Agar bhulna chaho to or yad ate hain.

Bas jate hain wo dil me is kadar

Ke ankhen band kro to samne nazar aate hain.

 

Apko dekhkar ye nigah jhuk jayegi

Khamoshi har bat keh jayegi.

Pad lena in ankhon mei apne pyar ko

Apki kasam sari kaynaat wahi ruk jaegi.

 

Hum to pyaar k saudagar hain

Sauda sacha karte hai

Par jab aap jaise dost ho khariddaar

To hum muft me bhi bik jaya karte hain.

 

Hamari dastan use kaha kubul thi

Meri wafayen uske liye fizool thi.

Koi aas nahin lekin koi itna bata do

Maine chaha use kya ye meri bhool thi.

 

Tinka-2 tufan mein bikharte chale gaye

Tanhai ki gehraion mein utarte chale gaye.

Udte thay jinke sahare aasmano mein hum

Ek-ek karke sab bichadte chale gaye.

 

Fresh flowers are waiting to disturb u

Hot coffe waiting to taste ur lips

Sun, birds, cool air – all r looking

At ur window to say u Good morning

*Have nice day.*

 

Girl's father- Main nahi chahta ki meri beti

Apni puri zindgi 1 gadhe k sath guzare.

Boyfriend- Bus, isiliye main use

Yaha se le jane aya hun

 

Unki ek yaad bechan kar jati hai

Har cheez me unki surat nazar aati hai.

Aisa hal kiya unhone pyar me hamara

Ke nind aati hai to ankhen bura maan jati hain.

 

Is dil ka ik arman hai

ik chand me hmari jaan hai.

Jise dur se dekhna to mumkin hai

Par milna kahan aasan hai.

Kyon ki hum to ik zameen hain

Arr Vo ik aasman hai

 

Behte aashkon ki zubaan nahi hoti

Lafzon mein mohabat bayaan nahi hoti.

Mile jo pyar to kadar karna

Kismat har kisi par maherban nahi hoti.

 

 

Ishq aisa karo ki dharkn mein bs jaye

Saans bi lo to khushboo usi ki aye.

Pyar ka nasha aankhon pe cha jaye

Baat kuch bi na ho pr nam usi ka aye.

 

Ek lamha jo baar baar satata hai

Na jaane yeh dil kya chahta hai.

Kaash aap hote hamari nazron k saamne

Par yeh kaash kaash hi reh jata hai.

 

Sache dil se karo fariyaad to

Duniya ki har ek cheez milti hai.

Jis par khuda ki rehmat ho jaye

Use kaanto me bhi khushbu milti hai.

 

Koi achi si saja do mujhko

chalo bhula do mujhko.

Tumse dosti tute us din maut aa jaye mujhko

dil ki gahraiyon se dua do mujhko.

 

Hating hundred right persons

may not even touch your heart,

but loving one Wrong person

will leave you a brokn heart

throughout ur life !!!

 

Shararat na hoti Shikayat na hoti

Nainon me kisi ke Nazakat na hoti

Na hoti bekarari Na hote hum tanha*

Agar jahan me kambakht Ye mohabat na hoti

*Na hote ye sapne Ye khwabon ki duniya

*Kisi ko chahat ki Tamanna na hoti

*Na julfo ki chaya Na phulon ki khushbu

*Yadon me unki Ye rate na kat ti

*Jo na hoti mohabat Ye ansu na hote

*Dil bhi na khota Aj tanha na rota*

*Diwanon si apni Ye halat na hoti

*Agar jahan me kambakht Ye MoHoBBaT na hoti.

 

 

Maths teacher to santa,if u had 1000Rs

in ur pocket and 1000Rs in d other pocket,

wat would u think ?

Santa: YEH PANT KIS KI HAI.

 

Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae

na tarkib koi ki exam pas kiya jae.

Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne

na roya jaye aur na soya jaye.





The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage.
1