Monday, January 18, 2010

DOSTI KA RISHTA

          DOSTI KA RISHTA

Jindagi ke safar mein kayee log milathe hai,

Par kuch anjane se musafir apne se lagathe hain,

zindagi tho ek katin safar hai,

jinmein kayee unkahe rishte ban jathe hain.

 

Kabhi-Kabhi kuch aise pal bhi athe hain,

unmein kuch rishte toofanoh mein haath chuda lethe hain,

Par sache dosti  waqt ke chalthe aur bhi mazboot ho jathe hain.

Inhi rishtoan ko hum badi khubsurati se sajana chahte hain.

 

 

Hamne iis rishte se bahut kuch sikha hai,

jindagi ko nayee tarika se apnana sikha hai,

aaj inhi doston ne iss jivan ko rangeen banaya hai,

Inhi se har gamo ko bhulane ki himmat hamein mili hai.

 

Janathe hain ki jab kabhi hamein jindagi chalane ke kabil na chodhe,

tab yehi rishta hamein sahara denge,

khamosh reh kar hamari sari gamoon ko sunege,

sab dukhon se muskarathe huve aage badane ka housala denge,

 

Sach agar dost koyee in jaisa mile tho ek naya ithihaas ban denge





The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Yahoo! Homepage.

No comments:

Post a Comment

1