- Roshani ki chah mein, aah nikal jati haiKoshishein laakh karein, pakad na aati hai;Bahut unchayee per pahunch kar, na chchoo sakaJab bhi chchuna chaha, jindagi bhag jati hai.Yeh mohabbat, sari yadein, mahkti mulaquateinNikhari baaton ko, jindagi jod lati hai;Judane ke daur mein na tootne ki, lee gayi kasmeinPakdane ke khwahish mein, roshani toot jati hain.Roshan tumhare chehre ka, bana main muridTumhari roshani se, syah duniya badal jati hai;Jindagi rail ki patri si, chalti nahin kayon sidheAndhere ke hain kayee rang, ek roshani na pakad aati hai. Roshani khwab hai ya ki, haquiquat hai jamane kiRoshani sath na ho to, Duniya so jati hai;Yun hi karte raho roshan, andhera darata haiTumhari yaad se ho roshan, jindagi Ro jati hai.
Khali bartanon ke samanKhali ho raha insaan, akdta hai;Aapas mein takra kar, macha raha shorAkele mein lekin, khud se darta hai.Bahut kuchch paa lene ke, baad bhiBahut kuchch ka, man karta hai;Bahut ranginion se, gujar gayi jindagiBahut safed sa kyon, tan-man lagta hai.Bhagte-daudate thake paon, na rukna chaheJamane ke raftar per apna, bus kahan chalta hai;Make up se chchupane ka, sab sikh rahe salikaBefikr jindagi mein aub, insaan kahan dhalta hai.Her kadam per karna padta hai, samjhuta sabkoHer koi dohari jindagi ka, sabak padhta hai;Her lamhe mein chchupa hai, koi na koi dhokhaHer kadam ladkhadate, jindagi thame chalta hai.
Daur-e-waqt mein alfaz kathin lagte hainBahut kam log, shairy ki samjh rakhte hain;Bahut gahre mein utarne se dar lagta haiWahan jyadatar log matlab na samjhte hain.Faiz jaise ko samjhne wale hain, bahut kamAaj ke log to gazlon ko, kam samjhte hain;Hake-fulke likh kar, shairy naye logon tak layeinApni tahjeeb aur tamaddun ki, kam log samjh rakhte hain.Aapne jo kaha wo thik baatein hain, khushi jiGaharayee liye lafzon se, jyadatar bachte hain;Group ke sab poet, padh chuke aapka mailDekhiye aub we aage, kaisa-kaya likhte hain.
Aankh ban jati hai sawan ki ghata shaam ke baad Laut aata hai agar koyee khafa shaam key baad Wo jo tal jati rahi sar se balaa shaam ke baad Koi to tha ke jo detaa thaa duaa sham ke baad Aahen bharti hai shabe hijr yateemo ki tarah Sard ho jati hai har roz hawa shaam ke baad Log thak haar ke so jate hain lekin jaana Hum ne khush ho ke tera dard saha sham ke baad Shaam se pehle talak lakh sulaayen rakkhen Jaag uth ti muhabbat ki ana shaam ke baad Din ajab mutthi mai jakdey huye rakhta hai mujhe Mujh ko is baat ka ahsaas huaa shaam ke baad
Bewafa sanam se to cigarette achhi hai,Bewafa sanam se to cigarette achhi hai,Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai.Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar TheKuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage BadhiHum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage BadhiHum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage BadhiAb Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is PaarHein.Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya haiChalo teeno picture challe.....Door se dekha to kuchh dikha nahi......Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi....Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi.
Mere Dil Ki Khushabu
Mujhe koyi Deewana kahata Hai
Koyi pagal samjhata hai
Magar dharti ki bechaini ko
Sirf badal samjhata hai
Tu mujhse door kaisi hai
Mai tere se door kaisa hu
Ye mera dil samjhata hai ya
Tera dil samjhata hai
Mohabbat
Ek ehsaso ka dariya hai
Kabhi shayam deewana tha
To aaj Meera deewani hai
Yaha sab log kahte hai
Teri aankho me aansu hai
Meri jaan jo tu samjhe to ye Moti hai
Na samjhe to paani hai !!!
Hai Naaaaaaaaaaa ?
Aap Kya Jaano Hum aapko Kitna Yaad Karte Hai! Mano Yaa NA Mano Har Pal Faryad Karte Hai, Roz Khat Likhte Hai Cartoon Netwrok Ko, Aur Bas Aapko Hi Dekhne Ki Maang Karte Hai!!! koi kahe bevafa yaar se, tujhse vafa ki ummid laga baithetujhse judai ke aalam main, milne ki ummid laga baithe ek jaan niklene ki der hai, tere didar ki ummid laga baithetu na sahi teri yaad to hai ankahikis dil se ishq ki ummid laga baithe Ghaayal Kiya Jab Apnno Neghaayal kiya jab apnno ne,to gairon se gilla kiya kerna uthaye hai khanjer jab apno ne,to zindgi ki tammna kiya kerna dil tha aik kanch ka gher ,so aakhir wo bhi toot gyia qismat main likhye hain jb gum,to khuda se gila kiya kernatersti rahi zindagi bher jin sacchey rishton ke liye jab unhon ne hi thukera diya, to garon se tawqo kiya kernajis ko smjha tha apna, jis ko bnaya tha apna razdan osi ne jb dil torr diya, to gaer ko apna ker kiya kernamuskerana jo bhool gaye hont shazi,to kiya hua gum ko bna liya hye apna, to muskera ke ab kiya kerna "KOI HUM SEY PUCHEY" Tanhaiyon Ka Zehar Peena Kesa Lagta Hai Koi Hum Sey puchey Kisi Ki Yadoon Main Khoyey Rehna Kesa Lagta Hai Koi Hum sey Puchey Kabhi Akeley Main Apnay Aap Hi Hans Dena Kesa Lagta Hai Koi Hum sey puchey Kabhi Tanha Bethe Bethe Khud Hi RoLena Kesa Lagta Hai Koi Hum Sey Puchey Kissi Ke Intizar Ki Bechaini Main Taraptey Rehna Kesa Lagta Hai Koi Hum Sey Puchey Yeh Jaan Kar Bhi ke Aanay Wala Aye Ga Nahin Us Ki Rahoon Main Palken Bichaey Baithna Kesa Lagta Hai Koi Hum sey puchey Neend To Ankhon Se Koson Meel Door Hai Yeh Soch Kar Raton Ko Tarey Ginna Kesa Lagta Hai Koi Hum Sey puchey Kiya Pata Agli Subha "UN" Ka Deedar Naseeb Ho Yeh Sooch Kar Khuda Sey Dua Mangtey Rehna Ke Abhi Din Ka Ujala Ho Jaey Kesa Lagta Hai Koi Hum Sey Puchey....!
Kuch Masoom Say Jazbey Hain,Kuch Un-dekhay Sapney Hain,Mager Woh Naheen Janta Shayad...!!!Meri bhi Zindagi To ............ .Hai..!!! !!!
Tufan mein kashti ko kinare bhi milte hainjahaan mein logon ko sahare bhi milte hainduniya mein sabse pyari hai zindagikuch log zindagi se pyare bhi milte hain.
Har kadam pe imtihaan leti hai ZindagiHer waqt naye sadme deti hai ZindagiHum Zindagi se shikwa kaise kare?Aap Jaise Pyaare Dost Bi tho deti hai Zindagi.Zindagi mein hamesha naye log milengeKahi Zyaada tho kahi kam milengeAitbaar zara sochkar karnaMumkin nahi her jagah tumhe manzal hii milegi.
rajsharmaKal fir yehi sama hoga ham me se kaun na jane kaha hoga. murzaye ful to mil jaynge kitabo me, par bichade hue dost ka shayad hi koi pata hoga
Apki Dosti Ki ek Nazar Chahiye, Dil hai beghar use ek ghar Chahiye, Bas yuhi sath chalte raho aie dost, Ye dosti hame umar bhar Chahiye.
Dosti gazal hai gungunane ke liye,dosti nagma hai sunane ke liye. Yeh woh jazba hai jo sabko milta nahin, kyunki dil chahiya ise nibhane ke liye
Raate Gumnaam Hoti Hai, Din Kisi Ke Naam Hota Hai, Hum Zindagi Kuch Is Tarah Jite Hai Ki Har Lamha Dosto Ke Naam Hota Hai...!
Lafz aap do geet hum banayenge. Manzil aap pao rasta hum banayenge. Khushi aap do hasi hum banayenge. Sacche dost aap bano Dosti hum nibhAYE
Kahi andhera kahi sham hogi, meri har khusi tere naam hogi, ek baar ae dost kuch mang ke to dekh, hoto pe hasi aur ye jindagi tere naam hogi
CHAND ADHURA HAI SITARO KE BINA. GULSAN ADHURA HAI BAHARO KE BINA. SAMUNDAR ADHURA HAI KINARO KE BINA. JEENA ADHURA HAI TUM JAISE YARO KE BINA
Apni dosti phulon ki tarah na ho, Ek baar khile aur murjha jaye! Dosti ho to kanto ki tarah ho! Jo ek bar chube to baar baar YAAD aaye!
Dosti ko dil se nibhayenge hum, tum bhul jao bhi to yaad dilayenge hum.. aaisi shararat Karenge hum ki na chahte hue bhi tumhe yaad Aayenge hum....
Kafi hai sapne dil ko behlane ke liye,mohabat karlo dil ko dukhane ke liye,chahe bhale pade gum se vasta,ek hamare jaisa dost rakhna sub gamo ko bhulane ke liye
Shukriya karo uus khuda ka ki usne hume banaya hai. kyonki ek pyara, accha smart,cute & beautiful sa dost humne na sahi tumne to paya hai
Aasman se utari he,Taron se Sjayi he,chand ki chandni se Nehlayi he. Smbhal ke Rkhna,Ye 'DOSTI' Meri Zindgi bhar ki kmayi he.
Jo pal pal chale wo hai zindagi jo pal pal jalti rahe wo hai roshani jo har pal khilti rahe wo hai Mohabbat jo kisi bhi pal saath na chhode wo hai dosti
Wo dosti kya jisme duriya na ho,wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,wo dil hi kya jisme Jalan na ho, aur wo hum hi kya jisme tum na ho.
Sawal pani ka nahi pyaas ka hai,sawal maut ka nahi saans ka hai,dost to duniya me bahut hain magar, sawal dosti ka nahi VISHWAS ka hai
Aye kalam zara dhire dhire chal. Gazab ka mukam aya hai, thehar ja kuch pal ke liye. Teri nok ke neeche mere DOST ka naam aya hai.
Rahi badal jate he,Par raste nahi badalte, Tufaan aye fir bhi mousam nahi badalte,gile shikve bhale kitne ho magar sache dost nahi badalte
Dosti ko bhulna galat bat hai unhi ka zindagi bhar ka sath hai agar bhul gaye to khali hath hai aur agar sath rahe to zamana kahega WAH KYA BAT HAI
Meri dosti ka hisab lagaoge, To meri dosti ko behisab paoge, Pani ke bulbule si hai meri dosti, Jara si thes lagi to dhoondte reh jaoge
Apni jindgi mein mujhe sharik samjna,koi gam ayeto karib samjna,de saku muskrahat ansuon ke badle mein,hazaron dosto mein thoda aziz samjna.
Hawa me taash ka Ghar nahi banta,rone se bigda muqaddar nahi banta,duniya jitne ka hausla rakh e dost,1 jeet se koi sikandandar nahi banta.
Saathi sirf woh nahi hota jo jeevan bhar saath nibhaye; Saathi to woh bhi hai jo jivan ke kuch palon mein bhi jeevan bhar ka saath de jaaye
Mith intazar te intazar nalo yaar mitha, Mitha yar te yar nalo pyar mitha, Mitha pyar te pyar nalo mithi sadi yaari, Es to mitha kuj na milna lab layi duniya sari.
Akhan di benuri changi nahin hundi, Dostan ton duri changi nahin hundi, Kade kade milya vi kar yaara, Har vele SMS naal gal puri nahin hundi
Gulshan me gul khilte hai,Tabhi to aap jaise log milte hai.Humse kabhi khafa na hona e mere DOST,Suna hai apni DOSTI par log jalte hai
Duniya kaheti hai hum jiske dost hai vo chand ka 1 tukda hai, par hum kehete hai hamare jo dost hai chand uska 1 tukda hai
Saturday, March 15, 2008
shayaria sms
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1
No comments:
Post a Comment