अश्क ज्यादा सिने में कम आँखों में मिले
जब भी मिले वो हमें बस ख्वाबों में मिले
गुजरी है उम्र सारी मेरी जिनके इंतज़ार में
कल वो झूमते हुए गैरों की बाँहों में मिले
कैसे करलें ऐतबार उनके वादों पर हम ऐसे
जितने भी मिले हमें यहाँ नकाबों में मिले
कितने बेबस थे वफाओं की दहलीज़ पे खड़े हुए
बेवफाई के तोहफे हमें तो खिताबों में मिले
कतरा कतरा जलती रही और बुझती रही "पूजा"
गम-ऐ-हयात क्यों उसे ही बेहिसाबों में मिले
Ashk Jyaada Seenay Mein Kam Aankhon Mein mile
jab bhi mile wo humein bus khawaabon mein mile
Gujari hai umar sari meri jinke intezaar mein
kal wo jhoomte hue gairon ke baahon mein mile
kaise karlein aitbaar unke waadon per hum aise
jitne bhi mile humein yahaan naqaabon mein mile
kitne bebas the wafaon ke dahleez pe khade hue
bewafai ke tohfe humein to khitaabon mein mile
Qatra Qatra jalti rahi aur bhujhti rahi "Pooja"
gham-e-hayaat kyun use hi behisaabon mein mile
--
(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep Loving &
(¨`·.·´¨)¸.·´ Keep Smiling !
`·.¸.·´ -- Raj Sharma --
No comments:
Post a Comment