Ke Us Se Pyar Kertay Ho Ager Ke Be Dhayani Main Yeh Iqrar Ker Bethay Kisi Se Pyar Ker Bethay To Phir Wadoon Ki Doroon Main Ualajh Ker Toot Jao Gay Tumharay Pyar Ka Us Ko Ager Ehsaas Ho Jaye To Ho Sakta Hai Tum Us Ka Rang-O-Roop Ban Jao Mohabbat Kay Safar Main Shayad Aaisa Morr Aajaye Kay Tum Narazgi Ka BerMila Izhaar Ker Bethay Koi Inkaar Ker Bethay To Yeh Samjhoo Koi Sheesha, Koi Dil Toot Jayay Ga Ke In Ke Dil Bohat Nazuk, Bohat Kumzoor Hotay Hain Kisi Lerki Ke Dil Ka Tootna Bhi Mout Hoti Hai Kise larkii se na kehna Keh Us say Pyar karte ho |
Sunday, August 24, 2008
Ke Us Se Pyar Kertay Ho
Dil mein tumhari apni kami chod jayenge,
Dil mein tumhari apni kami chod jayenge, ............ ......... ......... ......... ....... GHAM KO BECHKAR KHUSHI KHAREED LENGE. ............ ......... ......... ......... ....... chidiya ko dekha to mann gud gudaya ............ ......... ......... ......... ....... Unki yaad aaye toh dil kya kare, |
Saturday, August 23, 2008
Tuesday, August 19, 2008
Fir kisi yaad ne raat bhar hai jagaya mujhko,
Kya saza di hai mohabbat ne khudaya mujhko,
Din ko araam hai na raat ko hai chain kabhi,
Jaane kis khaak se qudrat ne banaya mujhko,
Dukh to yeh hai ke zamane mein mile ghair sabhi,
Jo mila hai woh mila banke paraya mujhko,
Jab koi bhi na raha kandha mere rone ko
Ghar ki deewaro ne seene se lagaya mujhko,
Yu to umeed-e-wafa tumse nahi hai koi,
Phir chiragho ki tarah kisne jalaya mujhko,
Bewafa zindagi ne jab chhod diya hai tanha,
Mout ne pyar se pehloo mein bithaya mujhko,
Woh diya hoon jo mohabbat ne jalaya tha kabhi,
Gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujhko,
kaise bhoolunga wohi wasl ke lamhe,
Yaad aata raha zulfon ka hi saya mujhko..!!!*
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya
ulfat mein aksar aisa hota hai,
ankhein hasti hai aur dil rota hai,
mante hai hum jinhe manzil
apni humsafar unka koi aur hota hai.
Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo…..
Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main
seh liye situm teri judaai main
abh-to yeh faryaad hai khudha se
koi aur na tarpe—-teri bewafaai main~
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?
tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai,
wafe ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein toh dekhna hai,
tu zalim kaha tak hai?
aaj ki raat mera darde mohabbat sun le,
kap kapaate hue hontho ki shikayat sun le
aaj izhare khayalat ka mouqa de de
ham tere shahar me aaye hai musafir ki tarah
Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
aaj tak tum mujhe pehchan na paye,
khud hi ki hai bewafai hum ne,
ta ki tujh pe koi iljaam na aaye…
Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
apno se koi baat chupaya nahi karte… …….
Meri Chahat ne Use Khushi De di,
Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.
Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di …….
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.
Hum agar aapse mil nahi paatay
Esha nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay
Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,
aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan aasan nahi hoti…
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
ulfat mein aksar aisa hota hai,
ulfat mein aksar aisa hota hai,
ankhein hasti hai aur dil rota hai,
mante hai hum jinhe manzil
apni humsafar unka koi aur hota hai.
Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo…..
Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main
seh liye situm teri judaai main
abh-to yeh faryaad hai khudha se
koi aur na tarpe—-teri bewafaai main~
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?
tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai,
wafe ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein toh dekhna hai,
tu zalim kaha tak hai?
aaj ki raat mera darde mohabbat sun le,
kap kapaate hue hontho ki shikayat sun le
aaj izhare khayalat ka mouqa de de
ham tere shahar me aaye hai musafir ki tarah
Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
aaj tak tum mujhe pehchan na paye,
khud hi ki hai bewafai hum ne,
ta ki tujh pe koi iljaam na aaye…
Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
apno se koi baat chupaya nahi karte… …….
Meri Chahat ne Use Khushi De di,
Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.
Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di …….
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.
Hum agar aapse mil nahi paatay
Esha nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay
Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,
aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan aasan nahi hoti…
Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi.
Jinki raahon mein humne bhichai the sitare;
Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare;
Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare;
Magar phir bhi kyun woh hua na humare!
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai
Samajh aata nahi humein tera, dil lagane ka sabab …
Muskurane ka sabab, humein rulane ka sabab …
Mere rahoon mein aksar bichhata raha hai phool …
Samajh aata nahi kaante phir bichhane ka sabab …
Marna ka tere gham me irada nahin
Hain ishq magar itna zayada bhi nahin
Ajeeb dastane dastoor hai duniya kai
Jahan har raaj chupana padta hai
Dil mein hazaro zakm rehne par bhi
Chehre se muskuranna padta hai
Hum agar aapse mil nahi paatay
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay
log laut jate hain aansuon ko dekh kar jai lehren
dosti--sms
Dost ek aaina hai armaano ke liye,
Dost ek mehfil hai anjaano ke liye,
Dosti ek khawaahish hai aap jaise dost ko paane ke liye !!
Aye dost teri dosti uss ghadi tadpaayegi,
Jab zindagi kahegi alvida, Aur maut bhi naa aayegi ! .
Dosti toh sirf ek ittefaaq hai,
Yeh toh dilon ki mulaakaat hai,
Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai,
Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai !
Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Hai meri dosti mein itna dum,
Apni aankh ka aansoon teri aankh se gira sakta hoon !!
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho....
.... Toh itihaas banaati hai !
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !
Kaun kehta hai Dost tumse hamari Judaai hogi,
Ye Khabar kissi aur ne Udaai hogi,
Shaan se rahenge aapke Dil mae hum,
Itne shayries mein Humne kuchh toh Jagah banaai hogi.
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge
Raatein gumnaam hoti hai,
Din kisike naam hota hai,
Hum zindagi kuch is tarah jeete hai,
Ki har lamha doston ke naam hota hai !
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
Jaan ke liye kar doon kurbaan yaari,
Jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
Ab tumse kya chhupaana,
Tum hi toh ho jaan hamaari !
Zindagi nahin humein doston se pyaari,
Doston pe haazir hai jaan hamaari,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari !
True friends are like Diamonds.
they are real and rare.
False friends are like leaves.
they are scattered everywhere
Koi ankhon se baat ker leta hai,
koi ankhon me mulakat ker leta hai,
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh rehker saval ker leta hai.
I must have been born under a lucky star ,
to find a friend as nice as you are.
I will follow the rainbow to the end ,
if you all promise to remain my friend !!!
Zindagi udas hone ka naam nahi,
Dosti sirf paas hone ka naam nahi,
Agar tum dur rehkar bhi hamhe yad karo,
is se bada hamare liye koi inam nahi
Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse tuta hua sisa dekha nahi jata,
apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata
HOLI SMS
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Holi Mubarak Ho Ranjan Bhai
May God spray colors of success and prosperity over you and your family. I wish this
Holi is as special as it has always been. I'm eagerly waiting to relish those lovely
gujiyas prepared by Bhabhiji.
Holi man bhedo ko mitane ka saar hai, Holi dushmano ko gale lagane ka tyohar hai,
Holi naa khele jo manhoos, Unki jeevan mein haar hai.
Holi ki Shubh Kaamnaein. Bhaiyon aur beheno, Holi ke rango mein khoob rangna aur
khushiyan manana.
Allah Paak humarey mulk aur mulk waloon ko Holi bahut bhout mubarak karey. Humaraa
mulk bahut tarraqqi karey aur duniya kee bulandiyoon ko chueie.
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang, Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki, Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi, Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari, Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari
Lal, gulabi, neela, pila hathon me liya samet,
Holi ke din rangenge sajni, kar ke meethi bhent.
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari,
kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi.
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar,Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar,Holi Mubarak ho mere yaar!
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara....
Apun wishing you a wonderful,Super-duper,
Zabardast, Xtra-badhiya,
Xtra special, Ekdum mast and dhinchak, Bole to ekdum jhakaas
“Happy Holi”.
Me ja ja jovu hu, Mane tharo chahero dikhto hai,
Ii thaaro kusur nathi,Salo sab chahero aaj rangeelo hai,
Holi Mubarak!
Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. Holi se pehle hi aapne nahana chod diya?
Saade rang ko galti se aap naa kora samjho, Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki, To aap yun samjho satrangi hai duniya usiki,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi, Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari, Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Happy Holi!!!!
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai.
Rango ke tyohar mein sabhi rango ki ho bharmar, Dher saari khushiyon se bhara ho aapka sansar,
Yahi dua hai bhagwan se hamari har bar, Holi Mubarak ho mere yaar!
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Chadenge jab pyare rang, ek meri dosti ka rang bhi chadhana.
Lagne lagenge tumhe suhane sare rang,
Aur meri dosti ka rang chamkega hurdum tumhare sang.
Bolo sarararara....
Wish you a very mastiful and colourful Happy Holi!
Holi Mubarak!
Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. Holi se pehle hi aapne nahana chod diya?
Pichkari ki dhar, gular ki bauchar, apno ka pyar, yahi hai HOLI ka tyohar. Wishing you and your family a very hapy and colourful HOLI.
Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. HOLI se pehle hi aapne nahana chod diya?
Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar
Rang udaye Pichkari rang se rang jaye duniya sari holi ke rang
aapke jeevan ko rang de ye shubha kaana hai hamari.
Aapne dil ka haal batana chod diya, humne bhi gehrai mein jaana chod diya. HOLI se pehle hi aapne nahana chod diya? Happy Holi
May god gift u all the colors of life, colors of joy, colors of happiness, colors of friendship, colors of luv n all other colors u want to paint in ur life. Happy Holi.
Sunhari Dhup Barsat ke Bad thodi Si Hashi Har Bat ke Bad Usi Tarah Ho Mubarak App Ko Ye Nayi Subah Kal rat Ke Bad Happy Holi.
Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar,
Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar
Har rang aap pe barse, Har koi apse Holi khelne ko tarse;
Rang de aapko sab itna, Ki aap rang chhudane ko tarse.
Wishing U a very
Happy N Colorfull Holi
mohabbat koi phool nahi jo pal bhar me rooth jaye
dosti koi kachcha dhaga nahi jo khichne se toot jaye.
Dua karo her janam mein hum tumse mila kare;
dost na sahi dushman hi hua kare.
Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
hai meri dosti mein itna dum,
apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon.
khoye-khoye se rahte ho khayal kiska hai,
ye to bata do intezar kiska hai,
humein bhula do par ye naa bhoolo ki,
nai sadak par purana makaan kiska hai.
Aye dost teri dosti us ghadi tadpaaegi,
Jab zindagi kahegi alvida,Aur maut bhi na aayegi.
Dosti ki tadap ko dikhlaya nahi jaata,
Dil main lagi aag ko bujhaya nahi jaata,
Chahe kitni bhi doori ho dosti main,
Aap jaise dost ko bhulaya nahi jaata.
ZINDAGII ROZ NAYE RANG MEIN DHAL JAATI HAI ,
KABHII DUSHMAN TO KABHI DOST NAZAR AATII HAI,
KABHII CHAA JAYE,BARAS JAYE,GHATA BEIMAUSAM ,
KABHII EK BOOND KO BHII ROOH TARAS JAATII HAI
Matlabi hein yeh duniya yahan kaun kiska hota hai,
Dhokha bhi wahi deta hain jis pe bharosa hota hai.
Har shaam kah jaati hai ek kahani ,
har subah le aati hai ek nahi kahani ,
raaste to badalte hai harrdin lekin ,
manzil raha jati hai wahi puraani .
Aandhi aati hain tufaaan chale jaate hain.
Yaadein rah jaati hain insaan chale jaate hain.
Maayusiyon ki dhool se har naksh hai dhundhala tera.
Maine kabhi Ae zindagi dekha nahin chehra tera.
Tu bhi kabhi mehsoos kar kya hai bikharne ki tadap.
Ek roz bazi yun saje sheesha tera pathar mera.
Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot
par gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi
ek tujhko paakar bahut khush tha main
par saath tera manzil tak mila bhi to nahi.
Lehar aati hai kinare se palat jati hai
yaad aati hai dil mein bas jati hai
dono mein farak itna hi hai lehar bevaqt aati hai
aur yaad har vaqt aati hai
Chaha to bahot tha lekin woh mila naahin
Lakh koshisho ke bawjood humare beech ka fasla meeta naahin
Is kadar majboor kar diya zamane ne hume
Ki woh meri kisi sada pe tehra hi naahin
Talaash karo koi tumhe mil jayega !
Magar hamari tarah , tumhe kaun chahega !!
Jaroor koi chahat ki nazar se tujhe dekhega !
Magar Aankhein hamari kahan se laayega .... !!
Mein tamam koshisho ke bawjood haar gayi
Woh use mil gaya jisne use maanga hi naahin
Har ek se poocha tera na milne ka subub
Har ek ne kaha woh tere liye bana hi naahin
Ke palko ko hamne bhigooya nhi.
Vo kehte hai ki main roya nhi.
Puchte hai ki kise deekte ho khaboo mai.
Kaise bataaye unhe ki varso se hum sooye nhi
Woh chalte chalte itne door chale gaye,
Hamein rokna bhi na aaya.
Hamne unka naam liya phir bhi,
Shayad unhein sunna na aaya.
Zindagi jaise ek sazaa si ho gayi hai,
gham ke sagar mein kuch is kadar kho gayi hai,
tum aajao waapis yeh guzaarish hai meri,
shayad mujhe tumhaari aadat si ho gayi hai .
Sab ko mile wafa ye hi hamari arzo hai.
Sacha pyar dondna ek jostajo hai,
Jis ko mil gaya uska naseeb,
Nahi mila tu hamari tarah uski guftago hai.
Tu Janab ye app ki kismat par munhasir karta hai, ki app ko sacha pyar mila ya nahi, agar han tu app khush kismat hain, aur agar nahi tu app bhi hamari fehrist main shamil hain.
Khuda kare hasino ke bap mar jayen
bahana ho maut ka aur ham unke ghar jayen.
Aisa mat kah jalim yeh mahapap hoga
kabhi too bhee kisi hasina ka bap hoga.
Jaruri to nahi jeene ke liye sahara ho,
Jaruri to nahi hum jenke hain vo hamare ho,
Kuch kashtiyan dub jati hain, jaruri to nahi
Ki har kashti ka kinara ho.
Masoom mohabbat ka bas itna sa fasaana hai,
Kaagaz ki haveli hai, baarish ka zamaana hai,
Kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-zamaana hai,
Aawaz bhi zakhmi hai, aur geet bhi gaana hai,
Uss paar utarne ki ummeed bahot kam hai,
Kashti bhi purani hai, toofan ko bhi aana hai,
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke,
Ek shaqs ko aakhon se, ek sher sunaana hai,
Bholi si adaa, koi phir ishq ki zidd par hai,
Fir aag ka dariya hai, aur doob ke jaana hai।
Tadapte the jo humse milne ko kabhi,
Jaane kyu wo aaj hamare naam se bhi katraate hai!
Hum bhi wahi hai, dil bhi wahi hai,
Phir kyu jaane log badal jaate hai!
andaaz apne dekhte hain aaine mein woh...
aur ye bhi dekhte hain koi dekhta na ho....
Hasraton ki Nigaaho pe sakht Pehra hai...
Na Jaane Kis Ummid pe yeh Dil tehra hai...
Teri Chaahaton ki Kasam, Ey Dost...
Apni Dosti ka Rishta Pyaar Se bhi Gehra hai...
Woh kaagaz ki kashti...Woh barish ka paani
Yeh degree bhi lelo ye naukari bhi lelo Bhale Chaheen lo
mujhse USA ka Visa magar mujhko lauta do college ka
canteen vo chaay ka pani vo teekha samosaa college ki
sabse purani nishaanee vo chaayvaalaa jise saare kehte the...
jaani vo jaani ke hathon ki 'cutting' chaay meethee
vo chupkese journal mein bheji hui chitthi vo padhte
hi chiththi uska bhadakna vo chehre ki laali vo aankhon ka gussaa...
kadi dhoop mein apne ghar se nikalnaa vo project ki
Khatir shahar bhar bhataknaa vo lecture mein doston
ki proxy lagaanaa vo sir ko chidhanaa ,vo aeroplane
udaanaa vo submission ki raton ko jagnaa jagaanaa
vo orals ki kahani vo practical ka kissaa....
bimaari ka detention ke time bahanaa vo doosron ke
assignments ko apnaa banaanaa vo presentation ke
din paironka chhatpatanaa vo workshop mein din raat
pasinaa bahanaa vo exam ke din ka bechain maahaul par
vo maa ka vishvas - Teachar ka Bharosaa...
College ki wo lambisi raatein vo doston se canteen
me pyaari si baatein vo gathering ke din ka ladnaa
Jhagadnaa vo ladkiyon ka yuhin hamesha akadnaa
bhulaaye nahin bhool sakta hai koi vo college,
vo basen, vo shararatein vo javani... vo kagaz ki kashti
vo barish ka pani....
il mein ho zaroorat to mohabbat nahi milti,
khairat mein itni badi daulat nahi milti.
kuch log un hi shahar mein humse khafa hain,
har ek se to apni tabiyat nahi milti.
dekha tha jise maine koi aur tha shayad,
vo kaun hai jisse teri surat nahi milti.
haste huye chehron se hai baajar ki zinat,
rone ko yahan vaise bhi fursat nahi milti.
dil mein hozaroorat to mohabbat nahi milti,
khairat mein itni badi daulat nahi milti.
kuch log un hi shahar mein humse khafa hain,
har ek se to apni tabiyat nahi milti.
dekha tha jise maine koi aur tha shayad,
vo kaun hai jisse teri surat nahi milti.
haste huye chehron se hai baajar ki zannat,
rone ko yahan vaise bhi fursat nahi milti.
Gair ko dard batane ki zaroorat kya hai ,
Apne jhagde mein jamane ki jaroorat kya hai.
Zindagi vaise hi bahut kam hai mohabbat ke liye,
Roothkar waqt gawane ki zaroorat kya.
Na ki hum Ne susti, Na ki hum ne masti..
Kya kuch tasawwar, Dekhai hai chusti...
pehle roushni ko tarasne wale,
aaj hain hum shayon se dosti rakhne wale
woh suna chuke hain humein apna faisla,
har sawal ka jawab sawal se dene wale
kyon umeed karke udas karon khud ko,
jhooti ass banaee kwabon mein rehne wale
teri nasseb mein hai sirf sohrat-e-harf,
nahi milenge lafzoon ko mehsoo karne wale
woh laga gaye hain mujh par ilzam kya kya,
rooz fareb, hamesha se ghaat karne wale
koun koun se zakmon ko chupaoon main,
itne gehre hain mere ghaw nahi chupne wale
kya pyar karon ab to nafrat bhi nahi ati,
youn loot gaye mujhe bewafaee karne wale
bech deta hai zamana masihon ko 'Nazeer'
rehbar he the Isa ko saleeb tak pohchane wale
Har rishta bana diya khuda ne jab,
Dekha insaan phir bhi ghamgin tha,
Poncha phir usse khuda ne,
kyon ankhen num hai
tera kya kam hai,
Akhir tujhe kis bat ka gham hai..........
Bola khuda se insaan ne phir ki ......aye khuda,
De de khoon se bada koi rishta jo na hu juda,
Har dukh dard ka shathi hu aur hu fida......
Kaha khoda ne ki aye Insan....
sab kuch tu de diya ab kya hai bacha.....
kaha insan ne phir ki .....jab har rishta tooth jayega
Koi khooni rishta jab na kam ayega ......
us waqt ka koi rishta bata aye khuda......
Khuda ne tab kaha aye Insan.....
Jaa main bakkshta hoon tujhe ek aur rishta.......
Tu jab karega uss per bhroosa....
Tu jab bhi mange ge usse hoonsla....
Tab tab ayega teri madad ko woh....
Ab na ponch is rishte ka kya naam hai...
Dosti meri Taraf se duniya main tere liye...
Han Dosti sabse Bada Inam hai........
Tu doston Ye Khuda Ka inam Kabool Kijeye...
Aur is nachiz ko khabhi ek baar dil se Yadd Kijiye.....
Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,
Dard e dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai...
Aaj kuch kami hai tere bagair,
Na rang hai na roshni hai tere bagair,
Waqt apni raftar se chal raha hai,
Bas dhadkan thami hai tere bagair...
Mohabat ke bina zindagi fizool hai
Par mahobat ke bhi aapne ussol hai
Kehte hai milti hai mohabbat mein bahut ulfaate
Par aap ho mehboob toh saab kubul hai...
Mat kar mere dost hasino se mohabbat
vo aankho se waar karti hain
maine inhi aankho se dekha hai
ki vo kitno se pyaar karti hain
Unki Mohabbat ke abhi nishaan baki hai,
Naam lab par hai aur jaan baki hai .
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tasalli hai ki shakal ki pehchaan baki hai ...
Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
rahe dono khamosh par baat karli...
Mohabbat ki fiza ko jab khush paya,
in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li...
teri har ada mohabbat si lagti hai,
1 pal ki judaai muddat si lagti hai,
pehle nahi soch tha ab sochne lage hai hum,
jindagi k har lamho me teri zarurat si lagti hai
Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne,
afsos unhe hum par aitbar nahi,
mat pucho kya gujarti hai dil par,
jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
Arz Hai -
Jo Asani se mile wo hai gam
Jo muskil se mile wo hai RUM
Jo kissi kissi ko mile woh hai dum
Jo sirf naseeb walon ko mile wo hain HUM.
Muze Takat Di jinda rehna ki
Muze hoansla diya chalte jane ka
mai sochta hoon kuda muz per kyon itna mehrbaan hai
ya shayad aage isse bhi bada registan hai
behisab waqt hai jinke pass
wo dua bhi mangte be hisab hain
apne pass to wahi kaba wohi kuraan hai
ya shayad aage ............ ......... ......
Ta umr gujar denge yu hi ladte ladte
hum wo sipahi hai jinke pass na tir hai na kaman hai
ya shayad aage........ ......... ......... .......
Appne khoon ko rang-e-hina banane ka hunar jo jante hain
wohi to insaan hai
waada app kar gaye ke aaoge khwab meiN
mare khusi ke neend na ayee to hum kya karen!!
Haqeeqat karo byaan to mazaak lagta hai,
ibadat karo jab to jhootha khwab lagta hai,
Are ye dil hai dil, aur dil ki hai ye sdaa,
aur tum kehte ho ki tumhe ye haseen ittfak lagta hai
Mohabbat tark kee maine garebaan see liya maine
Zamaane ab to khush ho zeher ye bhi pee liya maine
Unhe apna nahi sakta magar itna bhi kya kam hai
Ki kuch muddat haseen khwabon mein khokar jee liya maine
Bus ab to daaman-e-dil chod do bekaar umeedein
Bahut dukh seh liye maine bahut din jee liya maine
Yaar tera muskurauna khoob hai,
Vekh kay nazran churauna khoob hai,
Duur hoyi see jivein milna nahi,
Duur jaa kay paas auna khoob hai,
Hosh mainu hun apna reha nahi,
Mast nazran chon pilauna khoob hai,
Unjh tan bhavein har adaa katil teri,
Teer nazran day chalauna khoob hai,
nahi hoti baarish to patthar ho gaye hote,
yeh lehrate khet banjar ho gaye hote,
tere daaman ne saare sheher ko sailaab se roka,
warna mere yeh ansoo samandar ho gaye hote !
fir wahi fasaana afsaana sunaati ho,
dil ke paas hoon keh kar dil jalati ho,
beqaraar hai aatish-e-nazar nazar se milne ko,
to Fir kyon nahi pyaar jataati ho
sher & sayeri
tumhi ko humne chaha tha, tumhe milte to accha tha...
koi akar humse pooche ,tumhe kaise bhoolaya haan..
hazaar zakhum aise the agar silte to accha tha...
tumhi ko humne chaha tha, tumhe milte to accha tha...
tumhain jitna bhoolaya hai tumhare yaad aae hai...
bahaar jo aae hai wohi khushboo hi lae hai...
tumhare lub agar meri khatir silte to accha tha...
tumhi ko humne chaha tha, tumhe milte to accha tha...
mila hai lutf humko bhi haseen yadon ki jhilmil main...
kati hai zindagi tum binmagar itne see hai dil main...
agar atay to accha tha, agar milte to accha tha....
tumhi ko humne chaha tha, tumehe milte to accha tha...
sher
karte haiN muhobbat to guzarata hai gumaaN aur
2.yaarab ! wo na samjhe haiN na samjheNge meree baat
de aur dil unko, jo na de mujhko zubaaN aur
3.abroo se hai kya us nigah-e-naaz ko paiwand
hai teer muqarrar magar uskee hai kamaaN aur
4.tum shahar meiN ho to hameiN kya GHam ? jab uTHeNge
le aayenge baazaar se jaakar dil-o-jaaN aur
5.harchand subak_dast hue but_shikanee meiN
ham haiN, to abhee raah meiN hai sang-e-giraaN aur
6.hai KHoon-e-jigar josh meiN dil khol ke rota
hote kaee jo deeda-e-KHooNnaaba_ fishaaN aur
7.marta hooN is aawaaz pe harchand sar uD jaay
jallaad ko lekin wo kahe jaayaiN ki 'haaN aur'
8.logoN ko hai KHursheed-e- jahaaN taab ka dhoka
har roz dikhaata hooN maiN ik daaGH-e-nihaaN aur
9.leta, na agar dil tumhe deta, koee dam cheiNn
karta, jo na marta koee din, aah-o-fuGHaaN aur
10.paate naheeN jab raah, to chaD jaate haiN naale
ruktee hai meree tab'a to hotee hai ravaaN aur
11.haiN aur bhee duniya meiN suKHanwar bohot achche
kehte haiN ki 'GHalib' ka hai andaaz-e-bayaaN aur
sher & sayeri
ab mere paas tum aayee ho to kya aayee ho
maine maana ke tum ik paikar-e-raanaee ho
chaman-e-daher mein rooh-e-chamanarayee ho
tallat-e-meher ho firdaus ki barnai ho
bint-e-mehtaab ho gardoo se utar aayee ho
mujhse milne mein abandesha-e-ruswaayee hai
maine khud apne kiye ki ye saza paayee hai
ab mere paas tum aayee ho to kya aayee ho
un dino mujpe qayamat ka junoon taari thaa
sar pe sarshaari-o-ishrat ka junoon taari thaa
maahpaaron se mohabbat ka junoon taari thaa
shehri yaaron se raqabat ka junoon taari thaa
bistar-e-makhmal-o-sanjaab thee duniya meri
ek rangeen-o-haseeN khwaab thee duniya meri
kya sunogi meri majrooh jawaani ki pukaar
meri fariyaad-e-jigar doz mera lala-e-zaar
shiddhat-e-kard mein doobi huyee meri guftaar
main ke khud apne mazak-e-tarabgee ka shikaar
wo gudaaz-e-dil-e-marhoom kahan se laaoon
ab mein wo zazba-e-masoom kahan se laaoon
sher & sayeri
dard ki nayii daastan ka aagaaz nahi karna...
apni bebassi ko khud hii byaan karega ye
chehre ko kisi aaine ka mohthaaz nahi karna...
raaz Jo khud se hii na chhipaa paao tum
aise raaz mein kisi ko hamraaz nahi karna...
namumkin hai haqikat ke aasman mein urnaa
khaabon ke sahare isme parwaaz nahi karna...
zakham phir zakham hai.N ik roz bhar jaynge
husan wallon ko inke charasaaz nahi karna...
khaakh se bane ho khaakh mein mil jaaoge
kabhi bhoole se bhi khud pe naaz nahi karna